Nayab
July 26, 2002, 4:48pm
1
Zindagii aik kheel hai ,aur kheel main aghar choot lag jahe to ronha kesa…
Kuch na pahne ki shikayat kesi,aur kuch na payah to pher khona kesa…
Dil to kia ho gaya hai ye Khuda janhe…
Kion hai esha udaas Khuda janhe…
Keh diya main neh haal-e-dil apna
Iss ko tum janho ya Khuda janhe..
Jante jante kia janhe gha
Mujhe main hai kia ,kabhi woh kia janhe…
hmmmm arrZ kiyaa hei
ye jo ZindaGii kii kitaab hai ye kitaab bhii kyaa kitaab hai
kahii.n ik hasiin saa Khvaab hai kahii.n jaan-levaa azaab hai
Nayab
July 26, 2002, 5:07pm
3
Nayab
July 26, 2002, 7:35pm
5
hmm akhir dost kis keh hai..Kuch na kuch to hum un seh bhi seekh rehe hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
system
July 26, 2002, 7:44pm
6
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
thanks 4 sharing sis…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
~ chori chori dekha tumhay chori chori chaha tumhay…aap ko tu khabar nahi is ki..aap say hum nay kitna pyar kya.~
nayab baji aap ko kis ne chout dee?? batayen mein usay maar daloon gee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad.gif
n very nice n sad
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif
zabardast n so true
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
**·¤·²´*.¸°º:³»Everything good that happens to you (O Man) is from God, everything bad that happens to you is from your own actions". (Quran 4:79). «³ : º°.¸ *·¤·²´
**
^If da sun don’t shine foeva, but as long as it’z hea den we mite as well shine togetha^
Nayab
July 27, 2002, 3:48pm
11
Hmmm Thanks all…
Aur chorni jee humhe kishi neh kuch nahin kaha…bas esha laghta hai jese hum hi sab ko kuch na kuch kehtee rehtee hai …is main dosroh ka kia qasoor
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
Nayab
July 28, 2002, 6:52am
13
[quote]
Originally posted by Tassneef:
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
yeh to phir hai wesse kiss ke dost haiN aap mujhe bhi batayen maiN bhi uss se dosti wosti karooN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Jinke dost thee …Wohi hum seh naraaz ho ghay..ab un ka naam batane seh kia fahida
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif
ashi84
July 28, 2002, 8:00am
14
zabardast nayab jee
thanx for sharing
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~It hurts to love someone and not to be loved in return, But what is more painful is to love someone and never find the courage to let that person know how you feel. ~
Nayab
July 28, 2002, 2:45pm
15
Chehre badal badal keh mujhe mil rehe hai loog
Itna burha salooq meri sadaagi keh sath...
Waaah
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
bohaat KhooB nayaab
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
** har takalluf se Paak hai “Shaakir”
Dil bhi Fitrat ki Saadgi ki tarah**
Nayab
July 29, 2002, 2:20pm
17
Nayab
July 29, 2002, 2:27pm
18
Yaa Raab!Gam-e-hijraa.N me.n itaana to kiya hota
Jo haath jigar peh hai woh dast-e-duwa hota
Ik ishq kaa gam aafat aur us pe yeh dil aafat
Yaa gam na diya hota yaa dil na diya hota
Ghairo.n se kahaa tum ne Ghairo.n se suna tum ne
Kuch hum seh kaha hota kuch hum seh sunaa hota
Umeed to ba.ndh jaati taskii to ho jahti
Vaadaa na wafaa karate vaadaa to kia hota
Naakaam-e-taamanaa dil is soch me.n rehtaa hai
Yuu.N hota to kyaa hotaa Yuu.N hota to kyaa hota
Umeed karte hai keh aap ko pasand ahe gha..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
Originally posted by Nayab:
**Yaa Raab!Gam-e-hijraa.N me.n itaana to kiya hota
Jo haath jigar peh hai woh dast-e-duwa hota
Ik ishq kaa gam aafat aur us pe yeh dil aafat
Yaa gam na diya hota yaa dil na diya hota
Ghairo.n se kahaa tum ne Ghairo.n se suna tum ne
Kuch hum seh kaha hota kuch hum seh sunaa hota
Umeed to ba.ndh jaati taskii to ho jahti
Vaadaa na wafaa karate vaadaa to kia hota
Naakaam-e-taamanaa dil is soch me.n rehtaa hai
Yuu.N hota to kyaa hotaa Yuu.N hota to kyaa hota
Umeed karte hai keh aap ko pasand ahe gha..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
**
Nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
A1
NahiN keh Arsaa-e-Gardaab hi gHaneemat thaa
Magar YaqeeN to dilaao yahi Kinaare haiN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
nice 1 yaara
Dekh loon gi Bachooo
,.-~´ ¨¯¨*·~-.¸-(_ *WaFa* _)-,.-~*´¨¯¨ ·~-.¸