Kabhi tairta, kabhi doobta...

Main in andheron main khush hoon, mujhay aa kar yun na karo talaash,
** Main tamaam hun yun bikhra hua, mujhay jorh kar yun ab karo na paash,**
** Is gehraai main mujhay rehne do, meri zaat ko ab karo na faash,**
** Barhi muddaton main yeh tthera hai, mera dil jo kehta tha kaash kaash…

  • Lajawab
    **

Re: Kabhi tairta, kabhi doobta...

very home economical :D

Re: Kabhi tairta, kabhi doobta…

^^

Followed by an economical reply…:hoonh:

Re: Kabhi tairta, kabhi doobta...

bohut achay!

Re: Kabhi tairta, kabhi doobta…

Waqai Lajawab hay bhai :flower1:

Re: Kabhi tairta, kabhi doobta...

Main tamaam hun yun bikhra hua, mujhay jorh kar yun ab karo na paash

Nice:-)