***kabhi yaad ayie to
pochna zara apni jilwat e sham say
kise ishaq tha teri zaat say
kise piyar tha tere naam say
zara yaad ker
k woh kaun tha
jo tujhe b kabhi aziz tha
woh jo jee utha tere naam say
woh jo marr mita tere naam say
kabhi yaad ayie to
poocha zara apni jilwat-e-shaam say
hume bay-rukhi ka nhi gila
k yehi wafaoon ka hai silla
magar aisa jannon tha konsa
gayee hum dua o salam say
kabhi yaad ayiee to
poochna ka zara apni jilwat-e-shaam say … ***