**Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
Kabhi nazrain churanay mein zamanay beet jatay hein
Kisi ki aankh khulti hai tou wo bhi sonay ki nagri mein
Kisi ko ghar bananay mein zamanay beet jatay hein
Kabhi ghar say nikaltay hi nazar aa jati hai manzil
Kabhi manzil ko panay mein zamanay beet jatay hein
Jinhain hum bhool jatay hein wo kyun ker yaad aatay hein
Unhain phir say bhulanay mein zamanay beet jatay hein
Kabhi ik pal brabar bun k sadian beet jatay hein
Kabhi ik pal bitanay mein zamanay beet jatay hein!**
Sannan
2
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
**abhi ik pal brabar bun k sadian beet jatay hein
Kabhi ik pal bitanay mein zamanay beet jatay hein!
buaht khoubsurat kalam banta (share) kia aap nay
**
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
sukaria
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
very nice
Amal
5
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
Achi ghazal hey, thanks for sharing :)
P_G
6
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
wow zabardast ...
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
buhut khoob ji :)
babri
8
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
Bohat Khoob choice :k:
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
wowwwwwwwwwww
Re: Kabhi nazrain milanay mein zamanay beet jatay hein
Awesome :) i really enjoyed the flow of words thanx for posting it :)