ji haan
kabhi na kabhi
woh aaye gi
woh chanchal si
woh gulab si (not gulab chandio)
lekin phir
rafta rafta
kuch esa ho ga
k
woh mujhey
choor jaye gi..
![]()
ji haan
kabhi na kabhi
woh aaye gi
woh chanchal si
woh gulab si (not gulab chandio)
lekin phir
rafta rafta
kuch esa ho ga
k
woh mujhey
choor jaye gi..
![]()
Re: kabhi na kabhi
kabhi na kabhi tau
kahiN na kahiN tau
kissi na kissi se
mulakaat hogi.
dil ki baat hogi
chand raat hogi. ![]()
batoN batoN maiN.. dang dang dang dang
lambi ratoN maiN dang dang dang dang
batoN batoN maiN, neend uR jai gi toba re, toba re, heeeeeeeeeeeyyyyyyyyyyyyyy heyyy ![]()
kabhi na kabhi tau
kahiN na kahiN tau
kissi na kissi se
mulakaat hogi.
dil ki baat hogi
chand raat hogi.
Re: kabhi na kabhi
esa to ho ga
kion k
esa hona
us ki taqdeer hai
aur taqdeer
badal nahin sakti
Re: kabhi na kabhi
kahyeen khaahen say haar chayrah
tum jaysha lagta hia
tum ko bhoooooool na paayeen gaye humm
assha lagta hiiiiiiiiiiii ![]()
Re: kabhi na kabhi
is it "Guys only" thread or we girls can write some thing as well :(
Re: kabhi na kabhi
mein kahoon??
Re: kabhi na kabhi
^^
paata lagtaye hee baata don ga :p
Re: kabhi na kabhi
u r most welcome mi amor. ![]()
Re: kabhi na kabhi
Kitney nadaan they hum
hamey yeh ab maloom hua
teri har baat ka najaaney kyon
dil ney aitbaar kiya
kya khabar thee k tu aik dikhaawa hai
roz naye bahaaney bana kar
tuney hamarey dil ko barbaad kiya
ab na hamey tumsey koi shikwa hai na koi shikaayat
hairatt hai apney dil par
kaisay iss dil ney tera aitbaar kiya
:)
Re: kabhi na kabhi
Dil jaly ..![]()
Re: kabhi na kabhi
u peps are talking About HAWA ? hawa to ati jati rehti hai ;)
Re: kabhi na kabhi
yar mein to fil badhi esi hi kuch lines likh dein thein .. tum loog kia yahan per apni pasand le ker aa gaye ho ..
D^M .. aap ka guess sahi howa .. is liyeah aap yeah water cooler jeet gaye hien
Re: kabhi na kabhi
![]()