Sorry, your browser doesn't support Java.
"A Tassneef Presentation"
Ghazal
Kabhi KitaaboN meiN Phool rakhnaa
kabhi daraKhtoN pe naam likhnaa
HameiN bhi hai yaad aaj tak wo
Nazar se Harf-e-Salaam likhnaa
Wo ChaaNd Chehre wo behki BaateiN
Sulagte din they mehakti RaateiN
Wo cHoTe-cHoTe se KaagHazoN par
MohabbatoN ke Payaam likhnaa
Gulaab ChehroN se dil lagaanaa
Wo chupke chupke Nazar milaanaa
Wo AarzuuoN ke Khwaab buNnaa
Wo Qissaa-e-Naatamaam likhnaa
Mere Nagar ki HaseeN Fazaao
KahiN jo un ke Nishaan paao
to poocHnaa ye kahaaN base ho
KahaaN haiN un kaa Qayaam ?,likhnaa
Gai RutoN meiN “Hasan” hamaaraa
Bas aik hi to ye MashgHalaa thaa
Kisi ke Chehre ko Sub’ha kehnaa
Kisi ki ZulfoN ko Shaam likhnaa
( Hasan Rizvi )
"Presented By Tassneef"
**
*
[This message has been edited by Tassneef (edited July 17, 2002).]
Buhat Khooooob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
hanie
3
*Gai RutoN meiN “Hasan” hamaaraa
Bas ek hi to ye MashgHalaa thaa
Kisi ke Chehre ko Sub’ha kehnaa
Kisi ki ZulfoN ko Shaam likhnaa *
bohat Alaa…
mazzá aaya parh ke
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
*Simplicity too is a part of faith. (Al-Hadith ; Abu-Dawood) *
shukriaa hanie aur sunny
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
hanie
5
baap re baap!!!
isse to Hilla ke rakh diya Mian!!!
zabardast eekdam chakaas…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
you changed it na… 
*Simplicity too is a part of faith. (Al-Hadith ; Abu-Dawood) *
Kabhi KitaaboN meiN Phool rakhnaa
kabhi daraKhtoN pe naam likhanaa
hameiN bhi hai yaad aaj tak wo
Nazar se Harf-e-Salaam likhnaa
Wo ChaaNd Chehre wo behki BaateiN
Sulagte din they mehakti RaateiN
Wo cHoTe-cHoTe se KaagHazoN par
MuhabbatoN ke Payaam likhnaa
Gulaab ChehroN se dil lagaanaa
Wo chupke chupke Nazar milaanaa
Wo AarzuuoN ke Khwaab buNnaa
Wo Qissaa-e-Naatamaam likhnaa
Mere Nagar ki HaseeN Fazaao
KahiN jo un ke nishaan paao
to poocHanaa ye kahaaN base ho
KahaaN haiN un kaa Qayaam ?,likhnaa
Gai RutoN meiN "Hasan" hamaaraa
Bas ek hi to ye MashgHalaa thaa
Kisi ke Chehre ko Sub'ha kehnaa
Kisi ki ZulfoN ko Shaam likhnaa
( Hasan Rizvi )
*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*
haaN
mere zehan meiN scheme aai thi iss lyie hehehe
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Thanx Hanie
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
konsi sceme aai thi yeh bhi bataain
btw nice ghazal but wuh img humain kyon nahi nazar aa rahi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
img hi scheme thi
img kioun nazar nahin aaraha isski wajah yeh bhi ho sakti hai keh your browser is not java-enabled?
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
pata nahi magar baqi Java nazar aa jaate hain yeh waala hi nahi nazar aa raha
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
Nice Java Applet … Good Work Tasneeef
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
I am one of The Java Script Creator.
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
Amal
15
Shukriaaa sunny
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
shukriaa amal bhaai
yeah thats my favorite too
Noor Jahan ki awaaz meiN to baat hi aur hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
sun ke lagtaa hai jaisse apni hi kahaani hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary2.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
wowwwww tasneef gi good work
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
and very nice poem
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
Thanx Chand Sahibaaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
sune huwe eik mudat ho gayee thi.
jinaab ne jese dil ko uski tarap wapis kar di ho.
laa_juwaab hai.
thanks for sharing
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif