Kabhi Kon Kisi ka hota hay
Sab Jhotay Rishtay natay hain
Sab dil rakhnay ki batain hain
Sab asle roop chupatay hain
lafzooN kay teer chalatay hain
Ik baar zindagi main aa kay
Phir sari umer rulatay hain
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Wahh ,, Buhat achey Khan Saheb
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Bohat acchi.... Nakhan jee
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Wah, wah.....really nice one!
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
hosla khan saaab :) nice sharing
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Oay khocha tumhara nick hum ko aur gussa dilata hay...
p.s. thanks dear
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Khoob guzray gi jo mil baythain gy KHAN do...
Pasand karnay ka sukriya mahamkhan
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Dil say jo baat nikalti hay asar rakhti hay...
Bohot Nawazish hay aap ki...
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Dil k kush rakhnay ko Ghalib ye khayal acha hay…
Wo pathar dil kahan say lain ![]()
P.S. thankoooooooooooooo
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
:k:
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
nice…:k:
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Thanks Reet…
Congratz on you 1000 post… ![]()
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
kiyon kiyon kiyon???
Yeh bhi ehbab ki nawazish hai
isterhan kalam kertey hain
ehtaraman Salam kerta hon
Inteqaman jawab detey hain
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
^ aray tum to naaraz hi ho ga'ey... mera wo matlab nahi tha... :)
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
Yar NA Khan phir wahi baat.........
dost
Gam e eIshq agar na hota gam e rozgaar hotaa
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
^ Mery Dost Saroo, ye hi to baat hay jo samajh nahi aa rahi..
Jo gham-e-rozgaar hota
Hamain yon na piyar hota
Re: ~Kabhi kon kisi ka hota hay~
bahot khoobb........!