kabhi kitaboon mein phool rukhna

Kabhi kitaboon mein phool rukhna, kabhi darukhtoon mein naam likhna
Hamein bhee yaad hai aaj tuk wo nazr say hurfay salaam likhna

Wo chaand chahray, wo mehkee batein, sulagtay din thay, mehkee ratein
Wo chootay chootay say kaghazoon pay mohabbatoon k pyaam likhna

Meray nagr ki haseen fizaoon! Kahein jo un ka nishaan paoo
Tu poochna ye kahaan basay wo, kahaan hain un ka kayaam likhna

Gai rutoon mein hasan hamara bus aik hee tu ye mushgala thaa
Kissi k chehray ko subh kehna, kissi ki zulfoon ko shaam likhna

Beautiful HH sis:~)

Thanxx :)

**Kabhi kitaboon mein phool rukhna,
Kabhi darukhtoon mein naam likhna
Hamein bhee yaad hai aaj tuk
Wo nazar say hurfay salaam likhna **

**HeArT HaCKeR **
Thats lovely :k::k::k:

:k:

Madam Noor Jahaan :)

zaberdast :k:
madam ki yaad dila di :frowning:

beautiful:k::k::k:
yaad dila dee pa ne madam ke:)