Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta

Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi Milta

Jise Bhi Dekhiye Vo Apne Aap Mein Gum Hain
Zubah Mili Hain Magar Humzubah Nahin Milta
Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi Milta
Bujha Saka Hain Bhala Kaun Waqt Ke Shole
Ye Aisi Aag Hain Jisme Dhuan Nahin Milta
Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi Milta
Tere Zahan Mein Aisa Nahin Ki Pyar Na Ho
Zaha Umeed Ho Iski Wahan Nahin Milta
Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi Milta

Re: Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta

Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi Milta

These lines are true!

Re: Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin Milta

Mehangai ke dino main ration nahin milta
Naan jo khareedo to saalan nahin milta :(