kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
kahin zameen to kahin aasman nahi milta

jisay bhi dekhiyay wo apnay aap mein goum hai
zuban mili hai magar hum-zuban nahi milta

bujha saka hai bhala kon waqt k sholay
ye aisi aag hai jis mein dhuaan nahi milta

tere jahaan mein aesa nahi k pyar na ho
jahan umeed ho iski wahan nahi milta

Buhat Alla:)

Re: kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

nice :k:

Re: kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

Kool

Re: kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

vvah g aalaa

bohat khoob!!

Re: kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta

wahwah

aik karvi haqiqat.