kabhi kisi ko mukammal jahaa nahin milata
kahin zamin to kahin aasmaan nahin milata
jise bhi dekhiye woh apane aap main gum hai
zubaan mili hai magar ham_zubaan nahin milataa
bujhaa sakaa hai bhalaa kaun vaqt ke sholay
ye aisi aag hai jis main dhuaan nahin milata
tere jahaan main aisaa nahin ki pyaar na ho
jahaan ummiid ho is ki vahaan nahin milata
(Shaharyar)
Re: kabhi kisi ko mukammal jahaa nahin milata
Nice Collection Sajid. Keep it Up
Re: kabhi kisi ko mukammal jahaa nahin milata
bujhaa sakaa hai bhalaa kaun vaqt ke sholay
ye aisi aag hai jis main dhuaan nahin milata
niceeee
Re: kabhi kisi ko mukammal jahaa nahin milata
acchi sharing
Amal
5
Re: kabhi kisi ko mukammal jahaa nahin milata
Old is gold :k:
Thanx for sharing it with us Khan sahab
Re: kabhi kisi ko mukammal jahaa nahin milata
Very very nice. Thanks for sharing.
Re: kabhi kisi ko mukammal jahaa nahin milata
a famous one ..very good
Re: kabhi kisi ko mukammal jahaa nahin milata
Nice ghazal, thanks for sharing:-)