ehsan
1
**kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
baat nikli to har, ek baat pey rona aaya
hum to samjhe the, kay ham bhul gaye hai unko
kya huya aaj, ye kis baat pe rona aaya
kis liye jite hai ham
baharawa aise, sawalat pe rona aaya
kon rota hai kisi aur, ki khatir a dost
sabko apni hi kisi, baat pe rona aaya
**
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
Nice :k:
KKF
3
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
film Ham DonoN ke liye SaHir Ludhyaanvii kiaa likhaa aur Raf’ii saab kaa gayii huii yeh Ghazal ek legendary Ghazal hai. zabardast alfaaz aur aawaaz.
thank you for posting such a nice Ghazal.
nakhan
4
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya

ehsan
5
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
Nice to see you around.
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
baat nikle tu har baat per rona aaya :k:
LP
7
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
kon rota hai kisi aur, ki khatir a dost
sabko apni hi kisi, baat pe rona aaya
True :k:
LP
8
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
baat nikli to har, ek baat pey rona aaya
kon rota hai kisi aur, ki khatir a dost
sabko apni hi kisi, baat pe rona aaya
True :k:
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
A true gem :k:
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
**kis liye jite hai ham
baharawa aise, sawalat pe rona aaya
**iss shair ka wazan durst nahin lag rah? kuch missing hai
KKF
11
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
yes…
**
kis liye jeete haiN ham, kis ke liye jeete haiN?
baar_haa aise sawaalaat pe ronaa aayaa!**
jiia
12
Re: kabhi khud pey kabhi halat pey rona aaya
her bast per rona dalny se acha hy aik dafa bethein
dheer sara ro lein 