kabhi kabhi to daaman main, ik sang-e-sada reh jata hai
day’nay wala kuch nahi day’ta haath barha reh jata hai
jab bhee hesab laga’nay bathoo to jama-o-tafreek k baad
sub kuch manfi ho jata hai , ak Khudaa reh jata hai

Re: kabhi kabhi.................
bohat barhiyaa
Re: kabhi kabhi.................
zabardast!
Re: kabhi kabhi…
So true :k:
Re: kabhi kabhi.................
nice..........