Kabhi kabhi yaad mein ubharte ...

Kabhi kabhi yaad mein ubharte hai naqsh-e-maazi mite mite Se,
Wo aazmaayish dil-o-nazar ki, wo qurbatein si, wo faasle Se, :heart:

Re: Kabhi kabhi yaad mein ubharte ...


magar, kabhii kabhii yeh yaadeN itnii talKh hotii haiN k:

yaad-e-maazii 'azaab hai, yaa Rab!
chheen le mujh se Haafiza meraa!!! :(

Re: Kabhi kabhi yaad mein ubharte …

:lajawab:

Re: Kabhi kabhi yaad mein ubharte …

thank you :slight_smile:

Re: Kabhi kabhi yaad mein ubharte …

BuRhape main shayad aisa hi hota hai :hehe:

Re: Kabhi kabhi yaad mein ubharte …

nice 1 :k: