Manzilain bhi uski thi,
Rasta bhi uska tha.
Ek main akela tha, Kafila bhi uska tha..
Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi,
Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha…
Aaj kyun akela hoon, Dil sawal karta hai,
Log bhi to uske the, Kya subhi kooch uska tha…
Phir mera kya heh, or mera kya tha…?
Let me know what you think?