Kabhi kabhi mre dil meh khyal atha heh....

Manzilain bhi uski thi,
Rasta bhi uska tha.
Ek main akela tha, Kafila bhi uska tha..
Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi,
Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha…
Aaj kyun akela hoon, Dil sawal karta hai,
Log bhi to uske the, Kya subhi kooch uska tha…
Phir mera kya heh, or mera kya tha…?

Let me know what you think?

Re: Kabhi kabhi mre dil meh khyal atha heh....

i think k meray paas is ka "end" aisa nahi hay
meray paas kuch yun hay

aaj kion akaila hoon ,dil sawal kerta hay
log to usi k thay kiya Khouda bhi us ka tha?