~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

abb tau hamaari jiddat passandi par bhee zubaan pakRi jaati hai..

moqaY kee munaasibat saY dau mukhtalif misraY thoRay radd-o-badal kaY saath daal diye thaY..

forun ga'z bhar kee zubaan laY kar aa gaye subb :p

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

dadda abba:rotfl: at both the answers

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

aur aaj shairoojn ki rrohein qabr mein uth ker beth gaii hoon gi ke hamare sher ki itni niqati kis ne ki tsk tsk becharay shair

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

aap naY kiyaa GaaYe kee dumm par ParaaNdaY bandhaY dekh liye thaY??

kaisee lug rahi ho gee naa laal neelaY peelaY paraaNdoN saY gaaYe kee dumm kee chuTTiyaaN (choTiyaaN) banni hueee :layd:

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

:snooty:

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

I agree.. unn kee zubaan saY phooTaY moo koi dhaNg kaa sher bhee naheeN nikaltaa thaa.. yeh tau shukar karo meri zubaaN hai tukk bandi kaY liye .. sheroN kee taseeh kaY liye :smooth:

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

gol gappa hojaingi roletay roletay :-p

Cow ki dumm ko paranday kia zaroorat hay bhayya ?
yeh haseen dum hi hay jissay daikh daikh paranday companies eejaad howi theen :wink:

yeh reshmi dummain yeh sharbati aankhain
jinhain daikh kar companies khull rahin …

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

this is for anwaar qureshi,

Rukhe Anwar dikha diya to ne
bulb goya jala diya to ne :)

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

moti to mein already hoon :crying: kiya yaad dila diya

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

tau kiyaa phir haseenaaouN kaY baaloN maiN yeh reshmi, sunheri, lal “DUMMAIN” bandhi dekh leeN :faizy:

:smiley:

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

jala diya handi wla jalaya kiya :konfused:
ya yoon kahein bhujaa diya :cb:

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

yani... shayad iss swajah ? --v

Tum jo zulf ko bikhra do to shaam hojai
Tum jo zulf ko bikhra do to shaam hojai

Tum jo sarr ko mundhwa do to saweera hojai ;-)

(by: Dada Abbaa)

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

Ik Charaagh saY hee aur charaagh jallaiN geY
karaiN geY ahl-e-nazar taa’zaa bastiyaaN aabaad :konfused:

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

shaq tomujhay tha, ab yaqeen hogaya … hula
so now on I can safely call you a moti :-p

naa yaad dila UNN parandon ki yar … Lahore kay Anar Kali Bazaar main … oee maa… matt yaad dila wo haseen lamhay, wo pal…

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

moti nahi tandrust ;)

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

lol @ zafeerah

good one qureshi. :)

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

:rolleye:

yea apnay baaray mein likha tha kia :chai:

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

hum aurtoon ki kubaan choti hote hue bhi lambi hai:snooty:…jab zarooorat parti hai is say aaag bhi laga saktay hai:o

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

Is ka tarjuma kar kay batao …kubaan kiya hoti/hota hay :mad:

Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~

muun main lollypop thi is liye zubaan ki jagah kubaan nikal gea:blush:
akal istemaal karna sikho nahi to wohi hoga jo hamaray saath hua:naraz: