Re: ~ Kabhi kabhi maiN sochtaa hooN ~
yaar DUMM kee baat naa karo
GaaYe kee dumm bhee baY wajah naheeN Ghalib
Kuch tau hai jiss kee pardaa daari hai
baat iss waqt zubaan par hai aur zubaan zad-e-aam baataiN jaisaa kaY DUMM ko zer-e-beh’s naa laanaa hee daanishmandi hai ![]()