Kabhi ishq ho to pata chale
bisat-e-jaan pe azaab uterte hain kis tarah
shab-o-roz dil pe ataab uterte kis tarah
kabhi ishq ho to pata chale
ye jo log se hain chhupe huway pas-e-dostaan
to ye Q hain?
ye jo rog se hain chhupe huway pas-e-jism-o-jaan
to ye kis leye?
ye jo kaan hain mere aahtoon pe lagay huway
to ye Q bhala?
ye jo log pechhay perre huway hain fazool mein
inhain kia pata? , inhain kia khaber?
kisi rah k kisi morr pe jo inhain zra
kabhi ishq ho to pata chale …