Re: Kabhi ay Haqiqat Muntazer By dr Alama Iqbal
Buhat khub:jhanda:, Shukriya YZ:bb:
Ju main sar ba sajda howa kabhi tu zameen sy any lagi sada
Tera dill tu hai sanam ashna tujhy kiya mily ga nmaz main:lajawab:

^^ na ishq mai rahi wo garmia na husn mai rahi wo shokian ![]()
na wo ghaznavi mai tarap rahi na wo kham hai zulfa-i-ayyaz mai
**Waqai,
Na woh ishq main rahi garmian, na woh husn main rahi shokhian:k:
Kia bat hy balyy ji ki bhi Buhut hi khub:)**
Re: Kabhi ay Haqiqat Muntazer By dr Alama Iqbal
Ah ! aap mera matlub hee nai samjhee thandi saans wala icon
Dukhai Dil kee pukar kis ko sunaaoo :(
Tu kiya mujhy ghaznwi or Aiyaz Khan per ghor kerna chahiy tha:konfused:
Re: Kabhi ay Haqiqat Muntazer By dr Alama Iqbal
Maar diya is bairukhi nai :(