Kabhi Ansoo, Kabhi khushu, Kabhi Naghma bankar

Kabhi Ansoo kabhi khusbo, kabhi naghma bankar
Hum se her shaam mili hia tera chahra bankar
chaand nikla hia teri ankh k ansoo ki tarah
phool mehkay hein teri zulf ka saya banakar
Meri jaagi hoe raatoun ko ussi ki hia talash
so raha hia jo meri aankhoun mein sapna bankar
dil k kaghaz pay utartah hia tu shairoun ki taraah
meray hontoun pay machaltah hia tu naghama bankar
raat bi i tu bujti nahin chahray ki chamak
mera kya haal hia yeh aa k dekh tu lo
ji raha houn tera bhula howa wada bankar
ghar se jo sath chaala thaa mera saya bankar

Re: Kabhi Ansoo, Kabhi khushu, Kabhi Naghma bankar

:k:

Re: Kabhi Ansoo, Kabhi khushu, Kabhi Naghma bankar

wow....very sweet n sad...RABBA ISHQ NA HOWEY

Re: Kabhi Ansoo, Kabhi khushu, Kabhi Naghma bankar

:k: