Kabaab main haddi

Re: Kabaab main haddi

hahhaaaa
Ab time kaafi fast ho gaya hai ...skype waghera ka bandobast kerlo

Re: Kabaab main haddi

Sindh hakoomat ka program pata nahin aap ko>?

Re: Kabaab main haddi

:hehe:

Re: Kabaab main haddi

:hmmm:…Uska Abba KhiRki py kia kr raha hy…?

Kahen…saamny wali…?:stuck_out_tongue:

Re: Kabaab main haddi

matlab choti bibi to choti bibi, bade miyan bhi subhanallah :stuck_out_tongue:

Re: Kabaab main haddi

Sindh hukumat filhal sust ho gaee hai ..shukar Alhamdulillah.

Re: Kabaab main haddi

iska matlab Mutahida wale iss dafa bhi aap se khaal chheen ke chale gaye. :hmmm:

Re: Kabaab main haddi

Ab ki dafa tou mutahida waley shakal dekhtey reh gaey and I am all heraaan :)

Re: Kabaab main haddi

kaise?

Re: Kabaab main haddi

Kebaba mein Haddi hog gee toh daant toh tootay ga na.

Re: Kabaab main haddi

kabab main haddi hona buri baat hai ya chiyontiyon se bhara kabab bura hai?

Re: Kabaab main haddi

Saari khalein madressahs waley le gaey , laws kuch strict ho gaey hain ..ya phir Altaf bhai ne halka haath rakhnay ka kaha hoga

Re: Kabaab main haddi

Altaf Bhai ko muft main badnaam kia huwa hai sab ne

Re: Kabaab main haddi

Badnaam huey tou kya naam na hua..