Kaash

Gali kay morr pay dekha ussey tou kesi khushi
Kisi kay wastey hoga ruka woh bhi
Mein usski khoj mein divana waar phirti rahi
Issi lagan se kabhi dhondhta woh bhi

Re: Kaash

Kaash :(

Kaash

Bohat khoob xx

Kaash

Raat Hai Aur Teri Yadoo Ka Tasalsul Hai Itna,,,

Kay Nend Atee Hai Tou Ankhain Bura Maan Jatee Hain. Xxx

Re: Kaash

*kitna acha ho k baazi palat jaye saari,
usko meri yaad sataye aur me masroof rahon. *

Re: Kaash

nice :k:

us kay paisay giray hon gay, isliyay ruka hoga

Re: Kaash

Jo keh aap ne thaa liey hongay

Re: Kaash

woh ab tiger ko dhondta phir raha hai

Re: Kaash

usko nahi bhi pata chalna tha, ap logon ki meharbani say chal chuka hoga

Re: Kaash

Muhabbat Newton ka third law of motion to nahin.. where every action has equal and opposite reaction.. muhabbat ke palRe main hamesha ek side bhari hoti hai