kaash

kaash aasoun ke saath yaadein beh jati
kaash ye khamosi sab kuch keh jati

kaash kismat tumne likhi hoti to
shayad meri kismat me pyar ki kami na rah jaati

Re: kaash

Nice..

Kafi mushkil khwahishat hain shayar ki.. disposable aansoo aur detachable yaden :hayaa:

Re: kaash

Lolz :rotfl:

Re: kaash

:smack: usne qismat likhi hoti tou apne liey likhta…aapke liye nahi:no:

Re: kaash

Bus ji muhabbat main logon ko khamkhah ki khushgumani ho jati hai

Re: kaash

but for time being its good na…insan khush rehta hai :smooth:

Re: kaash

pal bhar ki khushi phir rona hi rona.. rona hi rona :bummer:

Re: kaash

pal bhar ke khushi then rona is better than…no khushi and still rona :smack:

Re: kaash

matlab aap laddoo kha kar pachtane main yaqeen rakhti hain :)