Re: Kaash
zameen pur kabza to aaisay bol rahi hain jaaisay mein koi wadera hoon...
haan aap garam chaaye ki piyali hotiein.. mein shrup shrup kur keh aap mein sey chaaye peeta.. chaaye pi kur cup waheen rukh jaata.. aur ussey dhona bhool jaata.. aap ki sathaa pur cheeni jum jaati.. phir uspur choontiyaan churh jaatein... mein bazaar sey pif paf laata aur phir roz uspur spray kurta jub choontiyan mur jaatein.. to eik eik kur keh unhein apnay haathon sey uthaata unka eik maala banata aur aapkay hi galay mein pehnata..
:D
LOL hahahah