SJ
October 26, 2007, 9:00am
13
Re: Kaash
Frozen_Oxygen:
zameen pur kabza to aaisay bol rahi hain jaaisay mein koi wadera hoon…
haan aap garam chaaye ki piyali hotiein..
mein shrup shrup kur keh aap mein sey chaaye peeta..
chaaye pi kur cup waheen rukh jaata..
aur ussey dhona bhool jaata..
aap ki sathaa pur cheeni jum jaati..
phir uspur choontiyaan churh jaatein…
mein bazaar sey pif paf laata
aur phir roz uspur spray kurta
jub choontiyan mur jaatein..
to eik eik kur keh unhein apnay haathon sey uthaata
unka eik maala banata
aur aapkay hi galay mein pehnata..
LOLLLLLLLLLLLLLL…
aisay na kaho mareesis hai MM…Aisa karna..pifpaf ka spray kar diya uss par tou nazuk se hai …kahin inhale zayada kar liya tou masla ho jaiy ga:omg: