Kaash mujhko bhi laga le tu kabhi seene se

Maikade band kare laakh zamane waale
Shehar mein kam nahin aankhon se pilane waale

Kaash mujhko bhi laga le tu kabhi seene se
Meri tasveer ko seene se lagane waale

Hum yakeen aapke vaade pe bhala kaise kare
Aap hargiz nahin hai vaada nibhaane waale

Apne aibo par nazar jinki nahin hoti hai
Aaina unko dikhaate hai zamane waale

Re: Kaash mujhko bhi laga le tu kabhi seene se

:eek:

chhui mui people

Kaash mujhko bhi laga le tu kabhi seene se

:eek:

Re: Kaash mujhko bhi laga le tu kabhi seene se

Nice

:rule: yahan bachy b hain esi shayeri nhi chaly gi :help:

Re: Kaash mujhko bhi laga le tu kabhi seene se

aaj kal k bachey baroo say ziyda chalaak hain....waesey bacha koun hey???

Re: Kaash mujhko bhi laga le tu kabhi seene se

me me me :cryb: