ok i m back feel like doing a ghazal so here it goes, remember where u saw it first LOL … i dedicate this ghazal to all the baywafa sanam jo ham larko ki jaibain kangaal kar kay chorti hain.
kaash mai tumhari manji ka paya hota
tum jump laga kar girti aur mera safaya hota
suna hai log ussay doorbeen say dhekte hain
chalo ye baat hai to ham bi NASA chal kay dekhte hain
kaash main tumhari fridge mai para kharbooza hota
tum khaati kharbooza ,aur chilkay koi gali ka chabata khota
suna hai log ussay swimming karte dekhte hain
chalo ye baat hai to ham bi nikar pehan kar dekhtehain
kaash mai tumharay bhai ka dost hota
paata tumhara pyar aur abbay ka tera sota
suna hai log ussay gupshup par a kar dekhte hain
chalo ye baat hai to ham bi register kar kay dekhte hain
kaash mai tumharay kamray ka phillips ka bulb hota
hota tera nikah or ghar tera short circuit hota
-Arnold Shalwaar Nicker
LOL
(ok ppl this is what u call poetry, ab saaray jo tum log shair banay phirte ho mere say kuch seekho)
shukriay bhoat bohat meherbaandri aap sab ki.
MORE IS ON ITS WAY.
waslaam