Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

[mp=B]61669922.23466[/mp]

Shaairi: dhobi_bhai](http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?t=204522)
Awaaz: Captain Lota
Music: Omni Trio
Mixing and Editing: Captain Lota

Sincerely,
Captain Lota

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

hahahahahhahahahahahahahahahhahahahahahha

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

thats what you do at 5 am.

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

dhobi bhai i think i know u now :hoonh:

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

:hehe:

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

haha:rotfl:…very nice

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

the background music is lil to high..other den tht its pretty cool..CiAO!

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

Masha-Allah janab. Buhat aala quality ka music, aur is sey bhi zaada khoobsurati kay saath aapney bol boley, dheerey dheerey, chupkay chupkay, aur thora sa hans kar bhi. Buhat achaa laga sun ker, baree nawazish aapki kay aapnay hamein is qabil samjha. Mauqey ki munasibat dekhtey hue eik ganaa zehan mein namudar hua hai, kuch is tarah sey hai janab:

Aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein,
Koi aaye jaaye merey khayaalon mein!

Baree khushi hui sun kar pyarey bhai. Pyaari awaaz sunnay ka shauq aur jazba to yaqeenan har insaan kay dil mein maujood hota hai. Suna tha kay is dunya mein achey log buhat kum miltey hain. Aaj apni aankhon sey dekh bhi liya, aur saath saath apney kaanon sey sun bhi liya.

Eik baar phir zara-e-nawazi Captain bhai. Allah aapko hamesha khush rakhey! :)

Kind Regards,
dhobi_bhai.

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

Bhaijaan aap to boht jazbaati ho gaiy. Waisay shaairee achi lagee. Aapki apni haiy kia?

BTW thanks everybody for liking. This might just turn into a regular feature. :D

Sincerely,
Captain Lota

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

sweet song…:k:

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

:omg::omg::omg:

Hilarious man…

I am now a fan of Dhobi bhai…:salute:

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

What about me? :frowning:

Sincerely,
Captain Lota

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

Since Dhobi Bhai himself is a huge fan of you, all of my well-wishers will learn to love you as well. :stuck_out_tongue:

:blush: / :hug:

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

haha,,nice ji,,,bohot accha hai....

hahaha

Re: Kaash is Eid par may tera bakra hota.. audio version.

yaar ye kya chawal mar di hai ganay maiN