http://i44.tinypic.com/b7yolt.jpg
*Chaahatoon mein gillay nahe hotay
Ishq mein zaabtay nahe hotay
Yaad kartay hain dil hi dil mein tujhe
Ab tere tazkiray nahe hotay
Kho ke sab kuch khayaal aata hai
**
Kaash hum tum milay nahe hotay**
Meri qismat woh ban tau jaaye magar
Aaj kal maujzay nahe hotay …
Re: ~~ Kaash hum tum ... Milay nahe hotay ~~
gudd one
Munir
3
Re: ~~ Kaash hum tum ... Milay nahe hotay ~~
Arif bhai bahot umda...........yeh kis k liye hei unkkkkk........
Dania
4
Re: ~~ Kaash hum tum … Milay nahe hotay ~~
Kaash! hum tum milay nahi hotay… wahhh zabardast :k:
Re: ~~ Kaash hum tum … Milay nahe hotay ~~
:hinna:…kaash !!
Re: ~~ Kaash hum tum ... Milay nahe hotay ~~
image n poetry both are awsome.
Re: ~~ Kaash hum tum ... Milay nahe hotay ~~
Thank you ... :)