kaash Aap humarey hotay

*Mohabbat ki rahon main
hum sath hotey
soo dard miltey
phir bhi na rotey
kaash aap
humarey hotey

hum shikway aur shikayat bolo kis se karain
ye na poocho kya mere pass hai
tanhai hai aur teri yaad hai
tuttay dil se aahain bhi bharain tou
kub tak bharain

hum apni halat pe esey na rotey
kaash ap humarey hotey
*