enter10
1
**Kaanton say guzar jana, sholoun say nikl jaana
Phoolon ki basti mein, jaana to sambhal jaana
Din apnay charaaghon ki manind guzaartay hain
Her subha ko bujh jaana, her shaam ko jal jaana
Bachon hi si fitrat hai, hum ehl-e-mohabbat ki
Zid karna, machal jaana, phir khud hi sambhal jaana
Woh shakhs bhala mera kya saath nibhaye ga?
Mausam ki tarah jis nay, seekha hai badal jana**
LP
2
Re: Kaanton say guzar jana, sholoun say nikl jaana
**
Woh shakhs bhala mera kya saath nibhaye ga?
Mausam ki tarah jis nay, seekha hai badal jana**
badlao isnt always bad is it ?
enter10
3
Re: Kaanton say guzar jana, sholoun say nikl jaana
badlao isnt always bad is it ?
Jis taraf Sha`ir ka ishara hy..............wo to bad hi hy
LP
4
Re: Kaanton say guzar jana, sholoun say nikl jaana
sha-ir sounds like a pessimist 
what if the person changes and becomes better 
enter10
5
Re: Kaanton say guzar jana, sholoun say nikl jaana
Bohat Aala…agar aisa ho to