► Kaan Saaf ◄

Aik aur maloomaati thread :sunnyboy:

Office main aap ka kaan saaaf karnay ko dil karta hay tou aap kaisay kartay hain ?

  1. Hair Pin say

  2. Paper clip say

  3. ball point say

  4. machis key teeli say

  5. pencil say

  6. cheechi ungli say

Shukaria :salute:

Re: ► Kaan Saaf ◄

the old stylish way poori ungli ghusaa kar ghooma ghooma ke :omg:

Re: ► Kaan Saaf ◄

please mention the finger :hehe: aur upar neechay key taraf ungali hilla kar was old style :rotfl:

Re: ► Kaan Saaf ◄

Like this----> :naak:

Re: ► Kaan Saaf ◄

aap apna kaan naak ke thru saaf karti hai ? :konfused: :omg:

Re: ► Kaan Saaf ◄

Naak saaf karnay ka mujhay tumahra tareeqa pata hay :barbie: tum aksar surraaaaaap kar kay zaban say aaf karti theen :omg: :rotfl: bus aap romal pakar lia hay :cb:

Re: ► Kaan Saaf ◄

:lajawab:
:omg: :rotfl: :omg:

Re: ► Kaan Saaf ◄

Yep
Ear and nose are connected by the Eustachian tube :shireen:

Re: ► Kaan Saaf ◄

chabi wali option e nai hay is mai :crying:

Re: ► Kaan Saaf ◄

kaunsi tube ? mujhe to pata nahi tha mere naak mein tube hai :crying:

Re: ► Kaan Saaf ◄

kai you tube tu nAI HAY :crying:

Re: ► Kaan Saaf ◄

aab parhi likhi terminology use kar kay hamain impress mat karo :bizz: :omg:

lagwa lo :omg: cheeda mechanic ko 500 rs day kar :omg:

Re: ► Kaan Saaf ◄

mai chabbi se kaan saaaf karne wali option ka keh raha tha :crying:

Re: ► Kaan Saaf ◄

Car key shokhi maar di na :smilestar:

Re: ► Kaan Saaf ◄

:omg:

yeh to maine socha hi nahi :konfused:

Re: ► Kaan Saaf ◄

nai sath wale ki bike ki chabbi se kaan saaf karta hon main :crying:

Re: ► Kaan Saaf ◄

ab meri fee nikalien :crying:

Re: ► Kaan Saaf ◄

Car start karnay walee chabee say . :chai:

Re: ► Kaan Saaf ◄

Car band karne wali chabi alag hoti hay kaya :crying:

Re: ► Kaan Saaf ◄

Haan jee , agar tum nay kabhi achee gari chala-e ho to pata ho ga na. Khota gari main to kisee bhee Qisam key chabi nahi hota , danda start hotee hay woh. :chai: