kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

abay pyar say .. pyar kia hota hai barbie ko pata hia kia aur evil ki kitab mai bhala pyar ka kia kaam :(

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

hota hay na.. wo pyar DOOSRI type ka hota hay.. usko paanay say bhee insaan darr ke bhagta hay;)

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

yeh kya aag laga rahay ho yahan ganju faizy ko..... faizy loves me a lot...(faizy izzat rakh lena)........... faizy.... tum meri team mai ho....idhar aa kar kharay ho meri side par...chalo

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

hey BG: I don;t like gang fights … so chup chap khari raho yahan per aur faizy ko bhatija kaho :mocking:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

bilkul sahee farmaya meri kitaaab my piyaar ka kaaam…piyaar ka tou dil say kaaam houtta hai budddooooo;)

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

WARNING: please share the info about that special kind of PIYAAR that u r talking about, otherwise…:devil:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

EMM: acha, pyar ka dil say kaam hota hai... mein sumjha tha K ..........
ok just leave some stones unturned!!!

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

otherwise KIYA!?

nahi nahi.. otherwise KIYA? bhoosay main chingari maaring :devil:

ahemm.. so yeah.. wo pyar kuch ISS tarah ka hota hay ke .. banda sunn kar aata hay, aur jab evil ko dekhta hay.. to bhagnay ki karta hay.. heehheheh par uss waqt TOO late ho chuka hota hay.. :wink:

kya samjhay?..

barbie: heummmmmmmmmm.. :devil: chalain ham jaisay nazuk banday ki apkay gang main addition ho jaye.. to mr vin diesel ka thora khula khula image samnay uncover ho ga.. not a bad deal.. ok.. stands beside barbie .. just standing acha? no love shove…

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

mere pass sab kuch tha jab tumse nahin mila tha :bummer: meri aqal bhi tumne chura li :mad:

Faizy: mela chchra bara masoom hai na :wink:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

mujhe kuch sunaaaaaaaaeeeeeeeee nahinnnnnnn dey rahaaaaaaaa:eek:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

koi baaat nahee new comer ho, insha'allah chund hi dinounb may sunnanay kay ilawah deykhna bhi dikhaye nahee day ga:D

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

^ jis ko sabak chahiay oh yahan line laga ker khara ho jae... Evil Master abhi sab ko tips dainge..... aur mujhay poori ki poori kitab ;)

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

pata nahee kounsi ummeed par ho aap :snooty:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

q kia tumharay pass kitab nahi hai chutkalo ki..

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

AGAIN, i am missing my mommy sniff sniff going into my bed alone with my teady bear underneath my blanket sniff sniff tear drops on the pillow :crying:

salam every one :frowning:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

wassalam,

tum rotay huay buhat cute lagti ho.. is liye rozana roya karo... every day twice a day :p

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

zahir hai twice a day hi raoun gi…or may more…it depends how many times U come online :snooty:

IM FEELIN’ BETTER NOW:D

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

Kia mein itna bura hoon :bummer:

but i am feeling bad today!!! wht should i do to feel better???

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

thaaanday paaani may ghouttay ...i mean dubkiyaaan;)

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

acha, ghar ja ker cold shawar longa ... idea ka shukria :)

Moives konsi passand hai action, adv. sci-fi , comedy ya romantic