kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

LOLZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZ!!!

nice nice.. :k: feels the potential in evil

BOHAT taraqqi karo gi larki.. :k:

:hug:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

apni ammi ka houga :snooty:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

imran: ab ye kahay gi decent munday ka.. DEKH LENA! ;)

[added] ahhh close'nuff :D

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

GHALAT:D:p

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

bwahahahahahah :devil:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

Astaghfar yeh faizy ko kya ho gaya hai

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

faizy ampnay aapay say BAHIR …:snooty:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

EMM: tu mujhay dekh lo sweeti :blush:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

tum tou bilkul hattay se nikal chukay ho .......ganju

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

aik dam chakaaaaaaaaaaaaaaaaas barbie:D

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

raba daba daam.. le ke pehla pehla pyaar, bhar ke aankhon main khumaar.. :mudhosh: …jadunagri.. say aaya hay… koee jaaadugar.. :dhimpak:

just catching back my touch barbie.. just catching back my touch :slight_smile:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

ay lo

Baba jee pagal ho gay hain

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

:slight_smile: pichlay do saalon say, life nay SEEDHA kiya hua tha..

bhains ki dum maafiq..

bus ab AUR nahi! :jhanda:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

BG: don’t make me angry bachi werna pachtana paray ga :mad2:
EMM: ziada peelay dant dikhanay ki zarorat nahi hai :stuck_out_tongue:

LDH: where are you, dekho yea battameez log mujhay tang kar rahin hain :rolleyes:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

looks around chanda filhaal to EK hee batameez tumko tang kar raha hay .. APKO ek say ziyada dikh rahay hain to baat doosri hay :hehe:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

^^ tabhi tou ITNI BARA CHASHMA lagay huwa hai…:snooty:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

faizy pai.....ao baray khush ho...... achi baat hai..... but yeh kya hum nikkay nikkay bachon ke sath khel rahay ho.... apnay baki baba jeez ke sath ja kar betho na......

oye ganju.........barbie se panga not changa

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

nikkay nikkay bachay? yaar.. apni uncle age ke log/auntiyan idhar hain nahi.. aur jo hain.. wo baat karna pasand nahi farmaatay/ti..

waisay, innay vi nikkay ni aen.. :mocking:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

abay faizy barbie aur evil kia tumjhay nazar nahi aa rahi :frowning:

dono shaitan ki khalain hain .. . allah hi in say bachay ::nono4:

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

wo to itnayyyyyyyyyyyyyyyyy pyar say baat kar rahi hain ;)