kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou....

Re: kaan khoul kar, aankhein phaar kar aur moun bund kar kay subb sun lou…

otherwise KIYA!?

nahi nahi.. otherwise KIYA? bhoosay main chingari maaring :devil:

ahemm.. so yeah.. wo pyar kuch ISS tarah ka hota hay ke .. banda sunn kar aata hay, aur jab evil ko dekhta hay.. to bhagnay ki karta hay.. heehheheh par uss waqt TOO late ho chuka hota hay.. :wink:

kya samjhay?..

barbie: heummmmmmmmmm.. :devil: chalain ham jaisay nazuk banday ki apkay gang main addition ho jaye.. to mr vin diesel ka thora khula khula image samnay uncover ho ga.. not a bad deal.. ok.. stands beside barbie .. just standing acha? no love shove…