kaam

Dukaan ka malik (naye mulazim se) “haan bhayee tumhe munshi ji ne saara kaam samjha diya hai na?”

Naya mulazim “jee haan unhon ne mujhe samjha diya hai ke jab bhi aapko dukaan ki taraf ata dekhon tou unhe foran jaga doon”