Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Kaam Aa Sakeen Na Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain
Ik Baywafa Ku Bhool Na Jaain Tu Kiya Kaarain

Mujh Ku Yeh Aaitiraaf Duaooun Main Hai Asar
Jaayen Na Arsh Pur Ju Duaayen Tu Kiya Kaarain

Ik Din Key Baat Hu Tu Ussay Bhool Jain Hum
Naazil Hun Rooz Dil Pay Baalain Tu Kiya Kaarain

Shab Bhar Tu Unn Key Yaad Main Taray Gina Kiay
Taray Say Din Ku Bhee Nazar Ayen Tu Kiya Kaarain

Ahed-e-Tarab Key Yaad Main Roya Kiye Buhat
Abh Moskora Kay Bhool Na Jain Tu Kiya Kaarain

Abh Jee Main hai keh Unn Ku Bhula Kar Hee Daikh Lain
Voh Baar Baar Yaad Ju Aaien Tu Kiya Kaarain

Tark-e-Wafa Bhee Jurm-e-Muhabat Sahii “Akhtar”
Millnay Laagain Vafa Key Sazayen Tu Kiya Karrain…

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Inni moskil say Akhtar Sherani key nazam talash key woh AQ kay qafiya radeef main ghum ho chalii thee:)

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

" Mujh Ku Yeh Aaitiraaf Duaooun Main Hai Asar
Jaayen Na Arsh Pur Ju Duaayen Tu Kiya Kaarain "

**Buhat khoob Mudii ji,,,,,

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Thank u Sara:)

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Abh Jee Main hai keh Unn Ku Bhula Kar Hee Daikh Lain
Voh Baar Baar Yaad Ju Aaien Tu Kiya Kaarain niceeeee oneeeeeee(

Tark-e-Wafa Bhee Jurm-e-Muhabat Sahii "Akhtar"
Millnay Laagain Vafa Key Sazayen Tu Kiya Karrain.....................umdaaaa onee

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain…

:teary2:

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Thank u for liking my choice:)

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain…

MusMus Kiya Howa? Kiya Poem Samjh Aa Gaiee?

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain…

Beautiful poem Muddii..:k:

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain…

Thank u Aryaan:)

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

hahaha

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain…

milnay lagay wafa ki sazain to kya karay … beautiful :lajawab:

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

milti rahin wafa ki sazaien tu kiya karen...?good........:)

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Awesome..

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain…

Thank u:)

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Thank u Safia:)

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Thank u:)

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

very gud collection

Re: Kaam Aa Sakeen Apni Vafaain Tu Kiya Kaarain....

Thank u Abeeha:)

nice