Kaafi Din Huwe Tum Ne Likha Hi Nahi

**
Kaafi Din Huwe**
Tum Ne Likha Hi Nahi Koi
**Dastan_E_ Dard

**
Zakhm Bhar Gaey
Ya Phir
Zakham Dene Se Dil Bhar Gaya…!!!

Re: Kaafi Din Huwe Tum Ne Likha Hi Nahi

apko aany ki fursat milti to pehty
yahan roz novel likhe katy hein

Re: Kaafi Din Huwe Tum Ne Likha Hi Nahi

:hehe:

Pora novel likhnay ko chhooRayn…Aik 2 lines hi likh dyn:)

Re: Kaafi Din Huwe Tum Ne Likha Hi Nahi

kiya waja hai ke khat aane band hogae
muhabbat mar gai ya da khane band ho gaye

:sunnyboy:

Re: Kaafi Din Huwe Tum Ne Likha Hi Nahi

Pahlay Mohabbat mari…phr DaKhany band ho gaay…:hehe: