Kaafi Arsa Ho Gaya-A Tribute to ProudPakistani007, Destinee, Nescio

but why? :smack:

anyway Allah Hafiz all waves I better leave now.. :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Khanzada: *
Hahahaaaaaaaa! Mannnh! : rotfl: This is the best comment for today so far.
Is comment ki tareef main kaafi hai ke abhi kuch aur na kahon...lemme relish: love:
[/quote]

haan woh to waise bhi aap ko samajh nahi aa rahi ke kya kahain to yeh bahana chalay ga!!! :-p

[quote]
PS: Bachon..aaj Jal KuKri mood main hai..buch ke! :hoonh :
[/QUOTE]

sirf khud ko kahain, cuz fark sirf aap ko hi paray ga, i mean aap ki sehat par... just try not to get invisible!!

destinee: a retard..aww how nice of you to say that..coming from ONE like you..it’s a great compliment…jhuk jhuk kar salaam karne wala icon :smiley:

tanhayyan: khushi main macharon se chum chum khelne wala icon

ziada batein na karo larki..danda doli kar ke bahar khirki se phenk doon ga! :smiley:

amber: Life main tension, eh?

gadhay: tum bhi tapak parey yar! :smack:

humme sidhi talwaar maroo :crying:

kissi se :blush:

aur bhi boht kuch kehti houn, aur i know aap ko hamesha “accha” hi lagta hai!!! i know im blessed with this skill of dragging u everywhere!!! :stuck_out_tongue:

lo, aa gaye apni line par!!! :smack:
watch out boss!! this is a public place!!

(jaldi parhain pm)

:eek:

khanuu yes tension hi tension :bummer:

destinee: public place par insaan chum chum nahin khel sakta kia? :bummer: phir yahan board latka do ke ‘chum chum khelna mana hai’ :mad:

waisae aap ka kaha hua to har lafz he acha (read zehar! :D) lagta hai..par chalo koi nai! :hehe:

baaqi bachay bhaag gae kia? :hoonh:

amber: :smooth:

chum chum khelna mana hai !!!

jab mera dil kahin nahi lag raha upar se mera thread merge kardiya :crying: tu koi chum chum ya lum lum nahi khelega :mad:

yeh avatar lagaye rakhain gai to bachay kya buddhay bhi bhaag jayain gai!!! :hoonh:

oh btw, jitna bhi dekhain… kam hai… i mean aap kay liye, nayi!!! shararti grin
:rotfl:

CI Beta: ho sakta hai ghalti se merge ho gaya ho! :smiley: please tension na lena…woh jitne bhi thread thay stupid waley..sab ko karna para..acha? :devil: No tension…tis all good

destinee: aik to tum ko ghuma phira kar baat karnay ki aadat hai. saaf saaf kaho kia kehna hai ghoorian marne wala icon

PS: I have better things to look at btw… :stuck_out_tongue: (kiddin)

PS1: I still :love: my pic (and myself) :rotfl:

lagta hai charhayi parday kay do feet oopar ho chuki hai!!! :rotfl"

why do i have this feeling that every time i do some baat ghuma phira kar u always get it… and still u ask me NOT to do it… :hoonh:
par mai to yeh aadat change nahi karne wali!! la’ badlun adatun!!! :nono3:

yeah, like u can trick me! :stuck_out_tongue:

Beta dimaghi khalal ka koi ilaj nahin hai..tum ko WEHAM ho gaya hai! Wehmmi Jal Kukri… buray buray mounh banane wala icon

Allah Mian… :smack: Kithay phasaya menu..khush fehmian! :halo:

kia bak bak lagayee rakhi hia tum dono nay yehan :nono3:

raattttt ka bhi khayaaal nahi hia :mad:

sooojaoo jaakarrr :smash:

warna bhooow babaaa aakaarrr khaalay ga :devil:

i demand justice :crying:

would u stop flirting with these girls :hoonh:

aap ke hote huay bhow! kaisay aa sakta hai…? :hoonh: us ko dar nahin lage ga kia? :smiley:

CI: Beta jee…yahan kaunsi girls hain. Aik Allah Mian ki gae hai (amber) aur aik Allah Mian ki BHAINS! (destinee) :hehe:

PS: If you really have an issue with why i merged yer thread, drop me a pm and lemme see what i can do about it…khush raho..aur jalo mat! :stuck_out_tongue:

i am happy :love:

:smokin:

pagal hon na :bummer:

khaanu uncle..jal kaun raha hai :smack: lekin apko fursaat hi kahaan hai kuch karne ki…PM bhi bechara para rahega :frowning:

dt: kyon..bankeron main kaante hote hain kia? :hoonh: ghulail le kar instant action ke liay tayyar rehne wala icon :soldier:

CI: agar aaap ne assumptions leni hain to phir theek hai :frowning: