tum bhi to seedhii seedhii baaat nahi karti ho naa ![]()
acha shoowieee ![]()
tum bhi to seedhii seedhii baaat nahi karti ho naa ![]()
acha shoowieee ![]()
haan aur inn ki gali kay nukkarr par jo ghar hai na jin ki 5 betiyan hain unhain yehi to jagate hain subha tahajjad kay liye!!! ![]()
ahh.. jabhi to kahooN app aur machharr itnae miltae jultae kiyoN hain!! uar woah asmaan to sonae pae suhaga hojata hoga na jin bhoot utar kar macharooN ko sharmanae pae majboot ker dete hongae!! ![]()
aur baraf ka na poochain..
bohat yaad ati hai kambakhat sniff
hmmmmm thinking… ![]()
but hey wait a sec… kahin mere aap apnay is sentence main bayzati to nahi karahay ho ![]()
uss ka aik faeda to hai, jis say baat karain ussay zaroor samajh main aa jati hai lekin doosron ko nahi… par tumhara ulta hisaab hai na!!
… par khair.. koi nayi! ![]()
pakar kae to deekha do!! ![]()
yaahaan bhi nahi lag raha stupid ddil..ambberrrrr kuch karo ![]()
whattttttttttttt ![]()
what did she decide??? and whr was iii ![]()
i talked to her last night she never told me that she aint comming here ![]()
anyone care to tell ehat i m missing
pakar kay jee to chahta hia tumhain gardan say marooor taroor kar khirki sya bahar phaink doan :nahnah:
DILLL>. dil ab agar tum nay pak main kisi ko udaaar dai dia hia to ain kahan say laonnnnn ![]()
had hoty hia dil ko apnay paas rakha karooo naa ![]()
Bhai jaan…thandi saans leta hai baat yeh hai ke main aaj kal warzish kar raha hoon (woh bhi khayali! :D)..to phenk to main tum ko bilkul sakta hoon..par BACHA samajh kar maaf kar deta hoon..kia yaad karo gi… instead..Haatim Tai ko qabar ko kick karne wala icon (ander se aawaz aati hai..bhai kia takleef hai? idhar to chain se sone do!
)
Naak…katwana…mazeed?
pehle he tum bar bar keh rahi thein ke is ne meri naak katwa di! ![]()
PS: btw agar gunjaish hai to thori bahat naak to main bhi katwa sakta hoon tumhari… ![]()
bas kiya karaiN.. nobat-e-qudrat.. sigh
PP: Wow.. 4.0 Gpa..
mubarakaan yaar.. akhir tum main bhi mere asraat a hee rahae haiN.. ![]()
compu: waves ![]()
main kia karoan.. itna badaaaam to khaty hoan.. khairrrrr ab dekhnaa main kitni smart hojaongi ![]()
hmm couple pages back..she will come on GS..lekin not in this thread..or was it gadha wala thread..hmmm..hehe meri yadash kafi kamzoor hai lekin itni bhi nahi..i think it was this one..
anyways dil tu ab de diya :(.
tanooo ![]()
![]()
aur mera dil chahta hai tumhara surma bana kar kuch logooN ka bhala hee ker dooN, mujhae dua’en hee mil jayen gee!! ![]()
Dil Daryaa Samander!
motu tumhain kis sae piyyar hogaya? ![]()
anti-piyyar ki soi zor sae chuboing ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *
Dil Daryaa Samander!
[/QUOTE]
hmm.. dil main piyyar ka darya tanhai kae samandar main beh gaya.. :(
trying to relate :-p
you’re such a retard!!!.. ![]()
![]()
acchaaa!!! nahi, aap kay kuch karne say meri naak par to nahi par haathon aur tango par asar par sakta hay aur woh bila’shuba aur bagher dekhay dikhaye chal bhi sakti hain!!!
finally some one noticed that I am here in this thread:D
but, ALLAH HAFIZ:wave: thanks for replying:) I still say Dil Daryaa Samander! ![]()
Hahahaaaaaaaa! Mannnh!
This is the best comment for today so far.
Is comment ki tareef main kaafi hai ke abhi kuch aur na kahon…lemme relish :love:
PS: Bachon..aaj Jal KuKri mood main hai..buch ke! ![]()