ive wrote the lyrics to the hamd kaabe ke ronak kaabe ka manzar.![]()
Kaaba ke ronak,kaaba ka manzar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Hai rakh sai khud ko kabi dekhta hoon
or dekhta ho kabi mai haram ko
laya kahaan mujh ko mera muqadar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Haamd-e-khuda sai tarr hai zabanay
kanao mai rass gol ti hai azaana
baas eik sadda arahe hai barabar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Kataray ko jaysa samandar samaytay
mujh ko mata apnay andar samaytay
jaya samaytay a’goshmadar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Yaad agi hai apni khataay
asiheko main dal na lage iltajaya
roya gulfay kaaba ko pukarr karr
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Mangi main na jitane be dua’a
manzoor hogi muqbool hoongi
mizab-erehmat hai mera sar parr
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Bayja hai jannat sai tujh ko khuda nai
chumaa hai tujh ko khud mustafa nai
aye saan-e-asfad tera muqadar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Jis parr nabi kay khadam ko sajaya
apni nishani kaykr bataya
mahfooz rakha rab nai vo pathar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Dekha hai safa be marva be dekha
rab kay karam ka jalwa be dekha
dekha rava saro ka eik samandar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Kaaba kay upar sai jataay nahee hai
kis ko adab yeh sikhatay nahee hai
kitanay muadaab hai yeh kabutar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Tera karam ke keya baat maula
tera haram ke keya baat maula
tavpar karday ana muqadar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Maula Sabi hor keya chahta hai
bass mugfirat ke ata chahta hai
baaksheesh kay taleb pai apna karan kar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar
Kaaba ke ronak,kaaba ka manzar
Allah o’ akhbar allah o’ akhbar