*wo gaya tu saath he lay gaya sub he rang utaa’r k shahar ka *
*koi shaks tha meray shahar main kisi dur paar k shahar ka *
**
*chaloo koi dil tu udas tha chaloo koi aankh tu num rahi *
*chaloo koi dar tu khula raha shab-e-intazaar k shahar ka *
**
*ka’ee khusbo’yaN dar-e-dost tak meray saath sham-e-ba dast the’N *
*mujhay poochna na para pata meray gul aazara k shahar ka *
**
*ye jo maiN ne taaza ghazal kahe so hai nazar ahl-e-firaq ki *
*k na mil saka koi naama bar mujhay meray yaar k shahar ka *
**
*so mata-e-jaan ko lee’a howa palat aa’ya teray garifta dil *
*kisay bahjtey k mila nahi koi ayt’baar k shahar ka *
**
*maire tarz-e-nagma sara’ee say koi bahbaan bhi tu khush nahi *
*ye mera mizaj hai kiya karooN k main hooN bahar k shahar ka *
**
*kisi aur day’es ki oo’r ko suna hai Faraz chala gaya *
sub he dukh samait k shahar ka sub he qarz utar k shahar ka
Bohat khoob Koyal..:k:
buhat ala!
Re: k na mil saka koi naama bar mujhay meray yaar k shahar ka
**![]()
bouhat achy.. **
Re: k na mil saka koi naama bar mujhay meray yaar k shahar ka
Ahaan Bohat Khoob Koyal :)
Re: k na mil saka koi naama bar mujhay meray yaar k shahar ka
bohat khoob Koyal :k:
Re: k na mil saka koi naama bar mujhay meray yaar k shahar ka
wah ahca hey!
ok shukria ![]()
thanks Aryaan ![]()
Re: k na mil saka koi naama bar mujhay meray yaar k shahar ka
kissi door paar k shehr kaa.....waaah umda...sharing
very nice :k:
Re: k na mil saka koi naama bar mujhay meray yaar k shahar ka
![]()
Kissi Say Pooch Layteen Na ![]()
ap itnay dino baad atey tu kesay pochti ![]()
wonderful :)
Re: k na mil saka koi naama bar mujhay meray yaar k shahar ka
^thanks dannie :)
soo sweet poem like u :)