k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee'ya

**

http://forums.gol.net.pk/upload1/cc.gif

http://forums.gol.net.pk/upload1/cc.gif

**
**saza pe choR dee’ya jazaa pe choR dee’ya **
**haR ek kaam hum ne khuda pe choR dee’ya **

wo hum ko yaad rakhta ya bhula daita
**usi ka kama tha us ki raza pe choR dee;ya **

**us se baat bhi kaRte tu kis tar’haN kaRte **
**ye masla dua ka tha dua pe choR dee’ya **

**Iss lee’ey tu wo kehte haiN bewafa hum ko **
**k hum ne saRa zamaNa wafa pe choR dee’ya **

**us ki maRzi bujha de ya phiR jala rakhe **
chiRag hum ne jala KaR hawa pe choR dee’ya

http://forums.gol.net.pk/upload1/6907q770gq3jeh.gif


Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee’ya

poem saY ziadah titliyaaN hee nazar aa rahi haiN:D

Charaagh hum naY jalaa kar hawaa pe choR dee’yaa :k:

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee’ya

:rolleyes: :5: :rolleyes:

can i be one titili?

:blush:

im the maroon titili

:bobo:

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee’ya

:confused: :bummer:

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee’ya

kya huwa woh titilio kaliye tha
ghazal to ek dum :lajawab:

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee'ya

very nice nikami ji. :)

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee'ya

Khoob.. :)

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee’ya

** wo hum ko yaad rakhta ya bhula daita**
**usi ka kama tha us ki raza pe choR dee;ya **

Bohat Khubsurat Ghazal hai…thanks 4 sharing:bb:

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee’ya

thanks :slight_smile:

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee'ya

boht khoub jano g :)

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee'ya

thanks MM :)

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee’ya

:bummer:
thanks

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee'ya

wah! buhut hi ache, thanx for sharing :)

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee'ya

wah bohot khubbb

Re: k hum ne saRa zamana wafa pe choR dee’ya

:slight_smile: :k: