Dania
February 26, 2010, 10:28am
1
agar kisi ko meri koi baat buri lagi ho
ya phir koi mujh sey naraaz ho aur dil main meray liyah koi baat rakhi ho.. tou uss kay liyah main tahay dil sey maafi chahti hoon..
main kisi ko bhi naraaz nahi dekh sakti…aur na kisi ko hurt karna chahtee hoon.. janay anjanay main kisi ka bhi dil main nay dukhaya ho tou main bohat bohat sorry karna chahtee hoon…
hosakay tou pleez mujhay maaf kardejiyah ga
…apni duaoN main yaad rakhiyah ga
God Bless you all !
maaf kia
mujhay b DUAO may yad rakhna
^ kis ko katal kardiyah hain tumne?
Aaaj ka din hushi kah hain
phele jo saab laraayaan hoiee haan one paar aaj ke din truce hain
Chalo saab party karain aur dushmanee hatam
Khuda hum saab ko ik ho kaar rehnay ki, aur apas me hushi bantanay ki toufeeq dein, Ameen
Baas aab saab puranay bathay hattam aaj se jashaan khoob milad ka manoan! :coolios:
Re: just wanted to say....
chalo jao maaf kia u ko.....kya yad kro gi
Re: just wanted to say....
jayoo kya yaad kroo gi , kis sekhi say pala para hai ....... mai nah tmhe maaf kr diya ...
Re: just wanted to say…
^ Dil se mafee karne walla peechaay nahian dekhtain
Re: just wanted to say…
Main maafi wafi nahi de rha pehle murghi bano
Re: just wanted to say…
^DM - how mean…chalo usko maaf kar do :pcg: Hum bhi maaf kiya
Re: just wanted to say....
good dania yar tum to mery jaisi nikli.......
Re: just wanted to say…
AaliyaPathan: main nai maaf kar rha jab tk murgi nahi banegi
Re: just wanted to say....
hmmmmm
P_G
February 26, 2010, 7:06pm
13
Re: just wanted to say....
pehlay pizza khilaao phir mauaaf keroon gee
Re: just wanted to say....
main na to kisi se naraz hoon aur na he kisi ki koi baat buri lagi hai..
Dania
February 27, 2010, 1:35am
15
Re: just wanted to say....
:)
Mirch
February 27, 2010, 1:51am
16
Re: just wanted to say…
You opening post made me think you were planning to migrate to other side.
Re: just wanted to say....
hi 2 everyone
Sabeera
February 27, 2010, 5:40am
18
Re: just wanted to say....
dania meri to kabhi ap say bat hi nai huvi... anyway ap kia kahin ja rhi ho???
God bless u
Re: just wanted to say....
hellllooooo