**Salam sab behnoo and bahiyo ko **
sab kesay hain Umeed hay k sab achay hoon gay and khoob enjoy kar rahay hoon gay life ko
Re: Just Wana Say
![]()
Bhai kasay ho aap? Main nay to bohat enjoy kiya…laikin ab naheen karoon gi…ops
Re: Just Wana Say
Jiti rahien khush rahien
app ab b enjoy karian coz main to bas janay laga hoon
Re: Just Wana Say
Hahahaa..oho main nay kub kaha kay aap jain? ![]()
Re: Just Wana Say
aap nay to nahi kaha liken mujay apni izat payari hay
Re: Just Wana Say
Salam IS chanda,
kaisay ho ?
wapisi hogai kia ?
wb :-)
Re: Just Wana Say
Achha chalain chhorain…yeh dekhain mera WC ka aik thread.
http://www.wetcanvas.com/forums/showthread.php?t=287688
Re: Just Wana Say
jitay rahien khush rahien
mai theak hoon ALLAH ka sukar hay
aap kesay hian
nope ji itni jaldi kaha
abi to bohat say time baqi hay WB mai
Re: Just Wana Say
![]()
Kesy ho Jano… Theek Thaak
![]()
Jeetay Rhao.. Khuch Raho.. DoodooN nahaoo PootooN phaloo .. ![]()
Re: Just Wana Say
Nice Job done SIS
PS:- again i tell u k mai us type ka Larhka nahi hoon
Re: Just Wana Say
Jitay rahien khush rahien
mai theak thaak ALLAH ka sukar hay
aap kesay hian
acha e-mail mil giee thi aap ko ![]()
Re: Just Wana Say
heheheh…mujhay pata hai…yeh lo aik aur dekho.
Sirf Derh yaani one and a half hour main banaya hai.
http://www.wetcanvas.com/forums/showthread.php?t=287057
PS: Waheed Bhai ki tabiyat main nay saaf kardi thhi. Dont worry.
Re: Just Wana Say
LOlz ![]()
Ye…
it was sooooooooooooooooooooo Sweeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeet :love: ![]()
Re: Just Wana Say
![]()
PS:- kam to app nay meray sath b nahi kee thi
Re: Just Wana Say
![]()
ab 1 month tak sukoon karien ![]()
Re: Just Wana Say
Aap nay aik moderator bhi dekha hoga. Us ki ID JCoop hai. Yeh wohi Moderator thha. Kesa seedha kiya howa hai. Hai na. Mujh say darta hai.
Re: Just Wana Say
Nop mai nay sirf aap ke painting daikhi and wo wala link close kar diya tha
darta to ab mai b hoon na sirf aap say dosrooon say b k kahi wo b mujay suna na dain is lyiay mai ab bohat muhtaaat ho gia hon
Re: Just Wana Say
DO U think ke Ab sakooN ayega.. ![]()
Re: Just Wana Say
Oho koyi baat naheen. Darna usko chahiye jis ki ghalti ho. Aap ki ghalti choti thi. Maaf ki. Doobara thread khol kar dekhian aur mujhay daad dain.