Am sorry ![]()
Re: Just for you
Its ok … ![]()
Abb next time handi ma namak ankhayaan khool ka dalna ![]()
![]()
Aliyish ye gana apni bysuri awaz main GS idols main post kero na:D
abay tum gHAR se bhag kar’ahiii theeN meray leay … Biya kar nahii laya tah
jo itnay nakhray bardasht karooN ![]()
![]()
Idol ban’na or banaa’Na humaray haaN dono manah hain ![]()
Re: Just for you
![]()
Aliyish, nice singing bruva!
eik to wo tumko humnawa keh ke bulaa rahaa hai .. ooper se tum oos kaa mazaaq uRaa rahi ho ..
Main kahan se hu gai hamnwa janat ko hoor ko keh raha hu ga:cb:
Re: Just for you
tum bhi koi hoor sey kum nahin ho rey gunnu begum ![]()
SubhanAllah, itni nasheeli aankhein ![]()
Aliyish is about to form a qawwaali party .. Aliyish mian qawaal aur hamnawaa ..
tum taliyaan itni achchi bajaati ho, tum se achcha humnawa aur kon ho saktaa he
@ nasheeli mujhy sharmeeli yad a gai:hehe: Thanks a lot Nikki:D
sista ![]()
nah is ko humNawa bana kar kia karna
is ki awaz tu ab marsiyaa parnay ka qabil bee nahii rahe :lol:
khabii khabiii chicken na milay tu daaal hii saheee
Janat ka hoor na hoo tu GN langoor hee sahee
![]()
Aliyish is about to form a qawwaali party .. Aliyish mian qawaal aur hamnawaa ..
tum taliyaan itni achchi bajaati ho, tum se achcha humnawa aur kon ho saktaa he
Nahi tumhare muqabley ki tu nahi baja sakti:D
ap ne Tind ishi leay karwa 'ee ay kia
Takay ap ki tind pe taaliyaaN peetaY yeah ![]()
aliyish hoor tu milni sehal hai tujh jaisey langoor ko
Ju nahi dastaris main teri ,GN woh angoor hai![]()
Nahi Tabla bajaney ka maza tu sirf tumharey dhobrey ki tind per a sakta hy:faizy:
Baas kar Kaneez Humhay abhii bi apni Nawabii ka saroor hai
jis kisi husann na howa maaT khabi , aysa apne Ishq ka Garoor hai
:aliyish:
Re: Just for you
Can you both please talk in human language ![]()