Issay ittefaaq samjho ya dard’naak haqeeqat
Aankh jab bhi nam huwi wajah tum hi niklay … !
Re: Just a shair … !
Wah nice. :k:
Re: Just a shair … !
Bahut shukriya ehsan bhai … !
Re: Just a shair … !
Good :k:
Re: Just a shair ... !
subha subha dukhi shair parhaa k kyun sad kar rhe hain aap sab members ko ? :p
Re: Just a shair … !
Thank you Anjul
Re: Just a shair ... !
subha subha dukhi shair parhaa k kyun sad kar rhe hain aap sab members ko ? :p
That subha subha was actually mine afternoon :D
Re: Just a shair ... !
subha subha dukhi shair parhaa k kyun sad kar rhe hain aap sab members ko ? :p
to, aap ise chuTkiyoN meN Khush ho leN:
**
chali jaati huN haNsti khelti mauj-e-Hawaadis se
agar aasaaniyaaN hoN, zindagii dushwaar ho jaaye!**
kia Khayaal hai?