lab pay ati hai dua bankay tamanna meri
zindagi shamma ki surat ho khuda ya meri
door dunya ka mere dam say handayra ho jaye
har jaga mere chamaknay say ujala ho jaye
ho mere dam say yuheen mere watan ki zeenat
jiss tarha phool say hoti hai chaman ki zeenat
zindagi ho meri parvanay ki surat ya rab
ilm ki shamma say ho mujhko muhabbat ya rab
ho mera kaam ghariboun ki himayat karna
dard mandoun say zaheefoun say muhabbat karna
mayray allah burayi say bachana muj ko
nayk jo ra ho uss ra pay chalana muj ko
Pakistan Zindabad
ps - dnt delete this thread na coz i wont b able to post it on tues.
pak saar zameen shaad baad
kishavray haseen shaad baad
tu nishanay azmay ali shaan
arz ay pakistan
mar qazay yakeen shaad baad
pak saar zameen kan ni zaam
allah janay agay kya hai
i used to know all of this when i was little now i forgotten it :S
qaum ulq saltanat painda thabinda baad
shaad baad manzalay murad
parchamay sitara ho hilal
reh baray tharaqi ho kamal
thar jumanay mazi shanay junay istaqbaal
saya ay khuda ay zul jilal
and now we bow down…bows down…looks up to see inzi not bowing inzi bow