Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

yes.. this is not your fault

yeh tau “Unn Sub” kee fault huvee naa.. hai kay naheeN?? :clown:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

dil ki baat keh di aap nay sarkaar :blush:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

^^:rotfl:@AQ

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

Sajal aunty hunsay nahee ziadah, warna AQ khush fehmi may mubtala ho jayein ghein!

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

maslan kis qisam ki khushfehmi?

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

naheeN maiN ibtalaa-e-khush fehmi kaa shikaar naheeN ho saktaa kiouN kaY maiN bahut parhezgaar hooN:mash:… parhezgaar woh hotaa hai jo chikni, meethi, aur muraghan ghizaaouN saY parhez karaY.. aur woh :alhamd: maiN kartaa hooN.. issi liye maiN “unn sub” maiN saY aik har giz naheeN hooN :o

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

:hehe: @ AQ

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

:jazak:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

ghalat fehmi kaa shikaar honaY walaa icon

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

:smiley:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

:hehe:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

Iss mai hansnay wali konsi bat hai??? :hoonh:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

hans iss liye rahaa hai kaY sher maiN khud ko hee sholaa keh diyaa.

Bijli bhari hai meraY ung ung maiN
jo mujh ko choo-aY gaa woh mar jaaYe gaa :silly:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

Ye kis nay kaha k sher mere apnay baray mai tha???????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????????

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

Muda’ Ilayehe kay andaaz-e-takallum saY yeh shuneed thaa kay sher kaa hashiya-e-kalaam min jaanib mutakallim hai :snooty:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

Hum say dewanay kahin tark-e-wafa kartay hain
jaan jaye k rahay baat nibha dete hain…:nahnah:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

uffffff :lahol:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

^
only serious replies please :snooty:

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

ok ppl....
good nite.
We will try to start another serious thread tomorrow night.

Re: Jurm-e-ulfat pay hamain log saza dete hain

naheeN.. please aisaa zulm naa kijiye gaa… :teary1: